Articles liés à Mera Dil Mere Alfaaz

Mera Dil Mere Alfaaz - Couverture souple

Gupta, Nitish

 
9798885033725: Mera Dil Mere Alfaaz

Synopsis

Kuch us pr likha,

Kuch khud pr likha.

Jo bita es dil pr hai

Wo es book me likha hai.

Yu to jyada likha nahi maine par jitna bhi likha hain usme zikr uska likha hai. Mere har ek alfaaz me, har ek shayari me, har ek kavita me sirf or sirf usi ka zikr hai, usi ka khayal hai, aur usi ki baat hai. Ab to ess hadh tak usse mohabbat ho gayi hai ki apne dil ke har ek alfaaz ko shayari me dhaal es book me likh diya hai. Ab to bss yhi aasha hai ki jo baat use bol nhi paya vo es book ke madhyam se uss tak pahuch jaye aur uske dil me bhi mere liye thodi jagah ban jaye.

Les informations fournies dans la section « Synopsis » peuvent faire référence à une autre édition de ce titre.